Dec 8, 2013

Sahi samay ka intezaar hai

Mujhe pata hy koi kya chhipata hy, Mujhe pata hy koi kyo sharmata hy, Mujhe pata hy koi kya jhalkata hy, Mujhe pata hy koi kyo itraata hy, Mujhe pata hy koi kya banata hy, Mujhe pata hy koi kyo satata hy, Mujhe pata hy koi kya mangwata hy, Mujhe pata hy koi kyo dikhata hy, Mujhe pata hy koi kya ghumata hy, Mujhe pata hy koi kyo ladwaata hy, Mujhe pata hy sab SABHI k baare mei par fir b CHUP baitha hu aur dekh raha hu coz i still waiting 4 the ry8 time..!!

No comments:

Post a Comment