Dec 31, 2013

Aasan hy sabke lia yeh zindagi magar thode massakat se babuaaaa

Kisi ki baato mei aana kitna aasan hy, Kisi ki yaado mei khona kitna aasan hy, fir Kyo kisi ko fursat nahi hoti khud se jabki khud pe kaabu paana toh sabke lia aasan hy, Kisi ki baato mei aana kitna aasan hy, Kisi ki yaado mei khona kitna aasan hy, Lekin kabi-kabi tanhai b aise maar jaati hy, Jaise Kabi-kabi zindagi b u chorr kar dur chali jaati hy, Jabki yeh kewal soch maatra ka fark hy yaha nahi toh zindagi ko aasan banana sabke lia aasan kaam hy.....!!

No comments:

Post a Comment