Dec 27, 2013

Istemaal mei nahi hy toh sambhal kar rakh lo aagey k lia

Mehek phulo ki itna lubhaati hy, Armaan jo soye hy unko aisa jagaati hy, Kehta rehta hy har koi apni baat ladd-jaghadkar par yeh kuch naa kar-KAR b gehrai se dil mei utar jaati hy, Mehek phulo ki itna lubhati hy, Gham ho yaa ho koi khusi ka pal inhe yeh khusbu ki tarah chaaro aur mehkaati hy, Hum khoye hi rehte hy inki khusbu mei par yeh agle pal apna dia wada nibhaati hy, Mehek phulo ki itna lubhaati hy, Armaan jo soye hy unko aisa jagati hy......!YADAV!

No comments:

Post a Comment