Dec 25, 2013

Kahani ka rukh mudd jayega

Azab gazab yeh kahani hy, Sabki hokar b yeh purani hy, Kehne-sunney ki hi thodi baat hy buss, Jishe dil ki gehrai mei jyot ki tarah jalaani hy, Azab gazab yeh kahani hy... Daud-bhaag Kar karna kya hy, Ruswa kar kisi ko dikhana kya hy yeh toh aapas mei baat ki baat hy, Fir b jo chal raha hy uski aawaz toh sunani hy, Kahani banai hi hy sunnane k lia tabhi toh azab gazab yeh kahani hy jishe sunkar sunani hy aur dil mei jyot ki tarah jalaani hy.....!! @Yadav@

No comments:

Post a Comment