Dec 13, 2013

Raasta kya badla meri raah hi badal gayi, Mudna chaha kisi aur jagah itne mei meri kismat hi sawar gayi, Socha maine ki kya ho raha hy buss itne mei meri dhadkan dhadakte hue dhadak gayi, Buss itna jaaniye aap ki- Raasta kya badla maine meri raah hi badal gayi, Mudna chaha kisi aur jagah itne mei meri kismat hi sawar gayi, Fir b dhadkane dhadakne ko taiyaar hy inhe toh buss ummido k raah pe chalne waale pull ka intezaar hy kyoki wait never waits to anyone....!!

No comments:

Post a Comment