Dec 5, 2013

Jaante hy achhi tarah se logg

Samay kabi tha hi nahi kisi ka, Khusi kabi thi hi nahi kisi ko, Fir b toh sabhi guzre samay aur khusi ko hi yaad karte hy, Dil se dua dekar logg b naa khusi ko khusi ki tarah yaad karte hy, aur rehta hy jo bhar-pur samay usshe samay-samay se karne ki baat karte hy, Par aakhir mei jaante toh woh b hy ki hona hy kya kyoki- Samay kabi tha hi nahi kisi ka, aur Khusi kabi thi hi nahi kisi ko.....!!

No comments:

Post a Comment