Dec 17, 2013

Diwaana Bana Hi Diya Teri Madhmast ADA Ne

Kya ada thi uski mai kaayal ho gaya, Kya nakhre thhe uske mai ghaayal ho gaya, Kya nahi tha yeh matt puchna ae dost buss diwana tha aur diwaana ho gaya, Kya ada thi uski mai kaayal ho gaya, Kya nakhre thhe uske mai ghaayal ho gaya, Waqt jab tha tabb b ushe pura nihaarta raha, Husn ki pari kahu yaa fir keh du koi jannat ki apsara buss ain waqt pe usshe duri badhi aur mai bechaara dur ka dur hi reh gaya, Palta b-Socha b-Dhunda b-Par mai dur ka dur reh gaya. Kya ada thi uski mai kaayal ho gaya, Kya nakhre thhe uske mai ghaayal ho gaya ghaayal ho gaya.......!!-YADAV-!!

No comments:

Post a Comment