Oct 29, 2013

Waqt Badal Jaata hy EK Roz

Kya mila aur kya milega khud k siwa Bhala kaun jaanta hy, Kyo mila aur kaise mila khud k siwa Bhala kaun maanta hy, Kab mila aur kish lia mila khud k siwa Bhala kaun jaanta hy, Maana ki SAMAY hi SARWOTAM-SRESTHH hy INSAANo se kyoki Yeh aksar sabhi se apni MANMARZiA karwata hy aur WAQT pe SABKO itna WAQT k piche bhagata hy ki sabko sahi dhang se WAQT ka matlab samajh aa jaata hy...ki aakhir WAQT KYA HY-WAQT KYO HY-WAQT KYA THA-AUR-WAQT KYA HOGA-WAQT lol-!!

No comments:

Post a Comment