Oct 30, 2013

Dil k dard ko kaise baya karu

Dil ka gharana todd hi daala tumne, Saath mera safar se chhor hi dala tumne, Waqt aaya jab tumhare imtehaan ka tabb achanak se ajnabi ka ehsaas kara hi daala tumne, Ummid thi koi aaye naa aaye tum aaoge jarur par meri ummido pe paani pher daala tumne, Mai toh kahunga Koi bharosa naa hi kare toh behtar hy aise PARDESiyO ka kyoki, Kab ye chale jaaye, kab ye mud jaaye, kab ye kya se kya kar jaaye koi nai jaanta Buss tanha hy dil aur tanha hi Safar hy..!!@AVi

No comments:

Post a Comment