Oct 3, 2013

Mujhe Pata Hy Fir B Galtiya Dohraata Hun

Mujhe kya mila hy mujhe pata hy, Mujhse kya khoya hy mujhe pata hy, Mujhe kya sikhna-sikhana hy mujhe pata hy, Mujhse kya ummide hy mujhe pata hy, Mujhe pata hy. Mujhe kya gungunana hy mujhe pata hy, Mujhse kya dushmani hy mujhe pata hy, Mujhe kya padhna-likhna hy mujhe pata hy, Mujhe pata hy...pata hy...

No comments:

Post a Comment