Oct 9, 2013

My Frustation and My Mind

Aakar jo jaaye wo khusi k pal nai hote, Jaakar jo aai wo pal khusi k nai hote, Kya pata kya manzur ho takdir ko sayad apni takdir k maalik HUM nai hote.. Jhelte b hy jhelaate b hy life ko, Par har pal mei saamil hum har roz nai hote. Tadap kya hy bhala kaun nai jaanta buss yeh hamesa nai Nahi hoti hy. AKY

No comments:

Post a Comment