Oct 22, 2013

Dimaag Ki MANMARZIYAA

Mai kuch dundh raha hu, Mai kuch puch raha hu, Maana saari ki saari galti meri hi rehti hy aksar fir b naa jaane kyo Mai kuch dhund raha hu, Mai kuch puch raha hu, Maalum hy mujhko ki sahi waqt aane par mujhme sudhaar ho hi jaayega, Kahega koi b kuch mujhe mere burey waqt mei toh parwaah nai hogi uske baat ki kyoki dimaag toh apni manmani hi kar jaayega, Fir kyo Mai kuch dhund raha hu, Mai kuch puch raha hu, Mai kuch se kuch aur kar raha hu kyo PATA NAHI?

No comments:

Post a Comment