Oct 19, 2013

Oye Ruk Jaa ni Meri Heeriye

Kaha jaa rahi hai tu apne balkhaate kadmo ko badha kar, Kyo jaa rahi hai tu nazro ko utha kar, Kya samjhe koi ishe jo matak rahi hai tu itna itrakar, Kaha jaa rahi hai tu apne balkhaate kadmo ko badha kar, Maana teri adayein kehar gira hi dengi, Kahengi wo kuch b nai kisi se buss kisi k nazro se nazare lada hi lengi, Fir sochna matt ki kya ho raha hai buss jo ho raha hai wo hona hi tha firr kya jo b hoga achha hoga aur dekha jaayega ......!! ~Aapkayadav~

No comments:

Post a Comment