Oct 4, 2013

Kya Nahi Kyo Kaha Hai

Kya kahu ki samajh mei aaye, Kya dikhau ki aankho mei aaye, Kya apnau ki achanak se saamne aaye, Kya ghumau ki waqt k chakkaro mei aaye, Kya mangaau ki sabke haantho mei aaye, Kya pilau ki aise ontho mei aaye, Kya khilau ki u dimag mei aaye, Kya bikwau ki bazar mei aaye, Kya churau ki sab nazar mei aaye..

No comments:

Post a Comment