Kahanio ka kya hai kabhi mai toh kabhi aap kehte hai,
Kahanio ka kya hai kabhi mai toh kabhi aap sunnte hai,
Aksar dekha hai humne ki Har kisi ko yaha mukkamall ae jahaan nahi milta,
Har waqt Jo tikk-tikk kar guzarta hai usko bhi khusiyo ka naseeb nahi milta,
Yeh toh hamaare aur aapke bich ka daayra hai jisne jodaa hua hai,
Nahi toh hum toh uss kinaare par hai jaha tinke ka bhi koi sahaara nahi milta,
Har waqt jo tikk-tikk kar guzarta hai usko bhi khusiyo ka naseeb nahi milta kyoki,
Kahanio ka kya hai kabhi mai toh kabhi aap kehte hai,
Kahanio ka kya hai kabhi mai toh kabhi aap sunnte hai.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment