Tumne kaha b tumne sunna b,
Tumne socha b tumne samjhaaya b,
Tumne maana b tumne jaana b,
Tumne Jo Jo kaha ushe mai sunta samjhaata raha badi baariki se,
Magar tumne mujhe kyo nahi samjha mujhe kyo nahi sunna mujhe kyo nahi maana aur mujhe kyo nahi jaana buss yahi ek baat mere zehen ko paresaan kiye hue hai aakhir kyo.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment