Kitna aasaan hota hai kisi ka dil Todd jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi ka saath chhor jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi k Khyaalo se dur jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi k liye sab kuch bhulaa jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi ka dil Todd jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi ka ehsaas mitaa jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi ka saath chhor jaana,
Kitna aasaan hota hai kisi ka dil Todd jaana.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment