Maine kitaabo ko samjha hai,
Tum b jara samajhkar dekho,
Maine zindagi ko jaana hai,
Tum b jara jaankar dekho,
Maine khusi khusi sab kuch waara hai,
Tum b jara waarkar dekho,
Maine khud ko pehchaana hai,
Tum b jara pehchaan kar dekho,
Maine apne kya hai-kyo hai maana hai,
Tum b jara maankar dekho,
Maine dil ki dhadakano se sab kuch seekha hai,
Tum b jara seekhkar dekho,
Maine kitaabo ko samjha hai,
Tum b jara samajhkar dekho.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment