Oct 15, 2015

Agar Pata Hota Toh

Agar pata hota toh mai yaha naa hota,
Agar pata hota toh mai yaha naa hota,
Kisi ne kabhi kaha hota,
Kisi ne kabhi dekha hota,
Kisi ne kabhi samjhaaya hota,
Kisi ne kabhi maangaa hota,
Kisi ne kabhi paaya hota,
Kisi ne kabhi dia hota,
Kisi ne kabhi socha hota,
Kisi ne kabhi bulaaya hota,
Agar pata hota toh mai yaha naa hota,
Agar pata hota toh mai yaha naa hota.....!!

Yadav

No comments:

Post a Comment