Oct 18, 2015

Mujhse hee Khoya Hai

Mere liye kya thA ki Maine kiya,
Mere liye kab thA ki Maine kiya,
Mere liye kaha thA ki Maine kiya,
Mere liye kaun thA ki Maine kiya,
Mere liye kaise thA ki Maine kiya,
Mere liye kya thA ki Maine kiya,
Mere liye kab thA ki Maine kiya,
Mere liye kya thA ki Maine kiya,
Socha jab-jab kisi ko tabb-tabb khud ki tanhaai ko hee mehsus kiya aur kuch nahi,
Ishliye jab kabhi b mauka milta hai tabb- tabb khyaalo k saaye mei kuch aisa dhundta rehta hu Jo saayad mujhse hee kabhi kisi jagah kho gaya hai.....!!

Yadav

No comments:

Post a Comment