Oct 15, 2015

Badaltaa gaya Badalata gaya

Ghar se nikal hee raha thA ki kuch khyaal aaya,
Kuch toh kuch soch raha thA tabhi toh kuch khyaal aaya,
Bhatakk gaya mai apne raaste se yaa mai bhatkaa diya gaya yeh samajh nahi aa raha,
Kya mila hai-kyo mila hai kambhakatt ish baat ne paresaan kiya hua hai,
Magar itna toh pata hai mujhe ki kuch bhul raha thA yaa kuch soch raha thA tabhi aisa kuch khyaal aaya,
Kuch toh kuch locha hai yaha yeh baat nazar nahi aa rahi,
Magar itna toh tayyy hai ki kuch soch raha thA tabhi toh kuch khyaal aaya,
Ghar se nikal hee raha thA ki kuch khyaal aaya,
Jawaab b nahi miley aur mere sawaal khatamm b nahi hue,
Magar waqt rehte sab kuch badaltaa gaya badalata gaya.....!!

Yadav

No comments:

Post a Comment