Jul 14, 2012

Sawaal-Jawaab

Har kisi ka Dunia se apna alag hi sawaal hai, Uljha rehtaa hai wo jyada dunia k uljhano me jo karta alag bawaal hai, Saaya to jawaab ka har waqt sawaal k saath hai, jaise- Dushmani karta hai jo wo ghumta dushman ko leke baar-baar hai, thhik waise hi- Tanhai ka aalam milta har kisi ko zindagi me kai-kai baar hai. Kyoki- Jawabo ko b ek alag se nai jawaab ka besabri se intezaar hai.

No comments:

Post a Comment