Jul 14, 2012

Parammparaa

Hum to ab tak sabse kuch naa kuch sikhte chale aaye hai, Miley-bichdey bahut sabse par logo me jeene ki nai ummid bhar aaye hai, Kya tha mera ye toh kabi socha hi nai bus jo haanth aaya mere ushe hum aajtak dete chale aaye hai, Hone do jo ho raha hai, kyo vyarth me samay gawana bus ab nai soch ki taakat ko aapke paas dur se batane aaye hai, Sayad yahi parampara rahi ho sabki par hum aaj apni us parampara ko samjhane aaye hai, Samajhtey to hai aap par amal nai karte, ho jata hai jo b ush par yakeen nai karte yahi fark hai mujhme aur aapme ki mai samajh kar samjhana chahta hu par aap samjhakar b bus parampara ko batlana chahte hai....bus parampara aur kuch nai aap samajhte sirf PARAMMPARAA

No comments:

Post a Comment