Jul 14, 2012

Mushkiley

Ab tak kya-kya nahi dekha hai maine , jo jo zindagi ne dikhaya hai maine ushey apne sabdo se baytaya hai, maanney ko to sab maan hi lete hai, zindagi kya hai anth me sab jaan hi lete hai, lekin jo beech k darmiyaan me aati hai baatein, milni hoti hai jo logo se saugaatein wo adhuri reh hi jaati hai, kaato kaa tohfaa lekar zindagi har baar saamne aa jaati hai, mushkilo ka kya hai ye to ek pahaad khada kar jaati hai, jishme nikalnaa khud ko hi hai, fasna khud ko hi hai aur bachana khud ko hi hai, kyoki ab to mushkilo ki aadat c padh gai hai................

No comments:

Post a Comment