Jul 14, 2012

Jawaab Do

Ab to har koi har sawaal ka jawaab maangta hai, Kahi b rahe koi par apne diye paise ka hisaab maangta hai, Jaanta hai wo b- pehchaanta hai wo b, hoti kya hai har chiz ki kimat koi usshe puche, nazar rakhe wo sabka par koi usika haal naa puche, Maangne par sab aur naya bahana banate hai, zindagi jitey to hai sab par zindagi ko pehchaan nai pate hai, Ab koi kare- lade, mile, bichde, tootey, jitey to b koi matlab nai raha, Ab to kisi ka kisi par ghar walo k alaawa vishwas na raha, Tabi to log jawaab maangte hai, Kahi b rahe koi par ushey har chiz ka hisab maangte hai, Logo k pass sawal bahut hai par fir b wo apne ek saawal ka jawab maangte hai, Aakhir kyo??

No comments:

Post a Comment