Jul 7, 2015

Sab ULTAA Ho Gaya Hai

Dua karte-karte meri maano umar guzar gayi, Tumhe samjhaate-samjhaate meri saari zindagi guzar gayi, Ab kya bataau tumhe ki maazra kya hai aur kyo hai, Buss itna jaano tumm ki saansein lete-lete meri zindagi bikhar gayi, Ab sochta hu ki kaas koi saansein deta hee nahi toh yeh baat nahi hoti, Guzarti aaraam se zindagi kaash kisi se mulaakat nahi hoti, Par aaj dekho sab ultaa ho gaya hai, ultaa ho gaya hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment