Mere armaano ki bagiya mei jara aakar toh dekh,
Khwaabo ko kitne pyaar se sajaaya hai jara inn khawaabo ko aakar toh dekh,
Mitt gaya tere liye ish kadar ki pooch Matt buss mere jahaan mei aakar toh dekh,
Bura b mai sahi b mai Jo tu samjhe tere liye wahi hu mai,
Kya laau tujh takk yeh samajh nahi paa raha,
Kya gaau mai tum takk koi surr naa yaad aa raha,
Buss ek yahi baat hai ki tumpe har waqt itna pyaarr aur pyaar aa raha ki buss aakar toh dekh, aakar toh dekh.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment