Aaj k din tumhe yaad kiya,
Aaj k din tumse fariyaad kiya,
Kya saja doge aap mere jazbaato ko,
Buss yahi ek sawaal baar baar kiya,,
Aaj k din tumhe yaad kiya,
Kuch galtiya hui aur kuch nahi,
Jo hui unhe achhe se tumne yaad kiya,
Nazar band kar li jab jab Maine koi baat kiya,
Aaj k din tumse fariyaad kiya.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment