Kitna pyaar aur dulaar milta hai,
Bachpan k din b kya din hote hai,
Jab ek rupaiye mei sab kuch udhaar milta hai,
Pyaari pyaari totli boli mei maano zindagi haseen ho jaati hai,
Tabhi toh zindagi ko jeene ka khubsurat vichaar milta hai,
Kitna pyaar aur dulaar milta hai,
WO pyaar aur dulaar sabko miley hamesha miley yahi dua karta hu,
Zindagi kisi ko kamm naa paddhe buss yahi minnetey rab se baar baar karta hu,
Sab khus rahe achhe se rahe yahi har baar kehta hu ki ae zindagi galey laga le.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment