Jul 7, 2015

Bahut chaaha hai Maine

Tumhe bahut chaaha hai maine, Tumhe bahut maana hai maine, Tum dil ki baato ko samjho naa samjho, Par dil ki dhadkano ko ab jaakar jaana hai maine, Saansein toh chalti rahi jab takk jaan thi, Ab lagta hai woh b kuch baato se anjaan hai, Tabhi toh mai bhul gaya ki meri zindagi kya hai-kab hai aur kyo hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment