Jul 27, 2015

Bakhubi dhyaan hai tumhe

Meri jarurato ka dhyaan hai tumhe,
Meri har baato ka dhyaan hai tumhe,
Kya bataau kya naa bataau tumhe,
Buss yahi Soch soch k hairaan hu tumhe,
Itni aasaani se tumne mujhe samjha achha laga,
Buss khyaalo ko sajaana hai tumse yeh dhyaan hai mujhe,
Kyoki meri zindagi ka har lamha kuch khaas hai tumhe,
Mai b kyo naa khyaal rakhhu Tera jab tumhe itna dhyaan hai mera,
Buss sang sang chalna mere kyoki tumhe poora ka poora dhyaan dena hai suru se antth takk coz u r my life.....!!

Yadav

No comments:

Post a Comment