Jun 11, 2015

Zindagi ne Uljhaa Diya Hai

Mujhe zindagi k sawaalo ne uljhaa diya hai, Tadpa nahi tha kisi baat ko jaan ne k liye par kisi baat ne tadpa diya hai, Mai yeh nahi kehta ki kaisa sitam ho raha hai mujh par baat-baat par, Par kya karu zindagi ne zindagi ka matlab ab jaakar batlaa diya hai, Mujhe zindagi k sawaalo ne uljhaa diya hai, Mujhe zindagi k sawaalo ne uljhaa diya hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment