Jun 29, 2015

Mai Bhi Yahi Rakhha Hua Hu

Kisi ki baat ne mujhe hairaan kar k rakhha hua hai, Kisi ki yaad ne mujhe paresaan kar k rakhha hua hai, Socha samjha kuch nahi maine buss bebuniyaadi mukaam rakhha hua hai, Kehne ko toh bahut kuch hai sabke liye magar khud ka mera ek alag anjaam rakhha hua hai, Kisi ki baat ne mujhe hairaan kar k rakhha hua hai, Maalum hota agar ki kuch alag hoga mere bartaaw se toh mai kuch bolta hee nahi, Par kya karu mai b aakhir mai hee hu tabhi toh yaha k lambe safar mei rakhha hua hu, rakkha hua hu.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment