Jun 25, 2015

Kabhi Mai Aata Toh Kabhi Mai Jaata Hu

Kabhi mai aata hu, Toh kabhi u chala jaata hu, Naa jaane woh kaun si kasis hai teri, Ki dur hote hue b dorr ki tarah tujhse bandha jaata hu, Kabhi mai aata hu, Nazar aati hai mujhko kuch jyada hee duniyaadari, Tabhi toh tanhaa ka tanha mai khud hee reh jaata hu, Kabhi mai aata hu.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment