Jun 30, 2015

Mai TOH Aata Raha

Woh Din b mera liye kareeb aa gaya, Jab jo mera tha koi apna aur bahut hee mere kareeb aa gaya, Kya pata meri takdir ko kya manzur hai kaun jaane yaha, Mai toh buss tumhaare liye khicha-khicha bhaaga-bhaaga daudaa chalaa aaya, Sitam karo mujh par ab yaa pyaar ki baaris karo yeh tum pe hai, Mai toh buss aaya aur aata chala gaya, fir chaahe woh koi b mausam kyo naa raha ho.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment