Jun 4, 2015

Mai Aapse Hee Kehta Hu

Mai aapse apni hee baat kehta hu, Mai aur kahi nahi sirf aapke dil mei rehta hu, Baahar ki jagah mei itni bheed hai woh toh dekhte hee hai aap aur mai, Yeh dekh-dekh mai b sehamm sa rehta hu, Kuch baatein kabhi aapse toh kabhi khud se kehta hu, Nazar aati hai jab-jab koi parchaai tabb-tabb karibo k kareeb hee rehta hu, Mai aapse apni hee baat kehta hu, kehta hu.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment