Feb 16, 2014

Samajh Paana Itna Aasaan Nahi Kisi Ko

Mai kya samajhta tha kisi ko aur wo kya nikla, Mai sochta hee rehta tha ki kahi aisa naa ho jaaye ek samay par PAR hona toh tha buss thoda se hee samay mei wo kya nikla, Mai kya samajhta tha kisi ko aur wo kya nikla, Thoda aur waqt liya hota usne samajhne-samjhaane mei toh baat hoti yaar par kambhakat itni jaldi se hee bhaag nikla, Hosh bhi gawaya maine chain bhi gawaya maine aise din dekhkar khud pe hee pachtaaya maine par kya karu woh saala kamina tha hee pehle se aur jyada kamina hee nikla, Mai kya samajhta tha kisi ko aur wo kya nikla, Aisa karte hue woh usne jara sa socha bhi nahi buss jo jee mei aaya woh kar diya, Mai kya samajhta tha kisi ko aur wo kya nikla, Mai kya samajhta tha kisi ko aur wo kya nikla........!!

No comments:

Post a Comment