Feb 8, 2014

Kabhi Socha Hai Aisa Kyo Hota Hai

Chaand taaro ko koi kyo nihaarta hai, Kisi k naam ko koi kyo pukaarta hai, Yeh toh humm bhi nahi jaan paaye aaj tak ki, Rehta toh hai KOi dil mei bade muskil se par dil mei basakar kisi ko koi bahar kyo nikaalta hai, Chaand taaro ko koi kyo nihaarta hai, Kisi k naam ko koi kyo pukaarta hai, Maana ki sab alag-thalag ho hee jaayenge ek roz, Par uss roz se aaj hee har koi kyo ghabraata hai, Jo hona hai woh toh hoga hee chaahe humm yaa fir chaahe naa, Par har modd par sambhal kar chalna kisi ko bhala kyo nahi aata hai.....Jaante hai sab par bina matlabb k koi kisi k paas kabhi nahi aata hai.....aata hai....aata hai......!!

No comments:

Post a Comment