Feb 14, 2014

Bahut SAMAY Laga Yaar

Kitne dino k baad toh mai khus hua thaa, Kitne dino k baad toh mai kisi ka apna hua thaa, Kitne dino k baad toh mai rango se ranga hua thaa, Kitne dino k baad toh mai hosh se behosh hua thaa, Kitne dino k baad toh mai manzil se raasta hua thaa, Kitne dino k baad toh mai ummid se sahara hua thaa, Kitne dino k baad toh mai khus hua thaa, Kitne dino k baad toh mai kisi ka apna hua thaa, Kitne dino k baad toh mai sabd se saaraans hua thaa, Kitne dino k baad toh mai rango se ranga hua thaa.....!!

No comments:

Post a Comment