Feb 6, 2014

Khud k Liye Bhi Sochna Chahiye Kabhi-Kabhi

Dil k aaine mei kisi ko tarasha hai maine, Khud k jazbaato se khud ko hee sambhala hai maine, Maine kabhi izhaar nahi kiya apna ishq-ae-junoon kahi parr, Buss dhadkano ko tezzi se tezz kar DHADKAYA hai maine, Maana ki tanhai kaa aalam kuch aisa hai ki puch matt lena mera haal, Fir bhi vysat hokar bhi khud k liye thoda samay nikaala hai maine, Dil k aaine mei kisi ko tarasha hai maine, Ummid hee hai mere paas jishe rakh kar aagey ki orr kuch soch kar apne kadamm ko badhaya hai maine, Nazar nahi aai jab tak manzil mujhe tabb-tabb khud ko thakaaya hai maine.....chalayaa hai maine......!!

No comments:

Post a Comment