Feb 4, 2014

Majaak Hee Bann Gaya Main

Meri udaasi ka majaak banaya sabhi ne, Raha mai jab-jab mast har maahol mei tabb-tabb mujhe rulaya sabhi ne, Maine kisi ka bigaada kuch nahi par mujhko hi hamesa fasaya sabhi ne, Lena-Dena mujhe kuch nahi thaa kisi se jab unko yeh maaloom tha yeh sabb, Tabb mujhse hi koi jhooti ummid ka fasaana banaaya kyo sabhi ne, Aakar jab koi kisi kaa haale-ae-dil nahi jaan sakta, Kya chal raha hai dil mei jab dil ki dhadkan ko nahi pehchaan sakta, Tabb uss rishte ko koi haqq nahi banta ki wo uss zindagi k saath sawaal kar naya bawaal kare.....!!

No comments:

Post a Comment