Feb 5, 2014

Sachhai Aa Hee Jaati Hai Saamne Ekk Rozz

Bhula kar bhi koi bhulaa nahi paata, JeetAa kar bhi koi kisi ko jeetaa nahi paata, Yeh toh zindagi ki sachhai hai jo , Jaankar bhi koi kisi ko bata nahi paata, Maana ki humm aaj hai par kal toh nahi honge, Kya pata kaun kisi ko kya samjhega buss pata hai ki kaun kya samjhega, Aana jaana toh laga hi rahega yaha par fir bhi bhulaa dena itna aasaan nahi hai kisi ko.....its hard....!!

No comments:

Post a Comment