Sep 3, 2014

Karta Rehta Hu Mai Kosish

Kosis ki maine kuch paane ki, Kosis ki maine kuch nibhaane ki, Kosis ki maine kuch jataane ki, Kosis ki maine kuch jhutlaane ki, Magar naa jaane kyo aur kab bhula baitha mai khud ko kisi anjaane safar mei jaha se kisi ek ne bhi tanik kosis nahi ki mujhe mere manzil tak wapas pahuchaane ki, pahuchaane ki.. Yadav

No comments:

Post a Comment