Sep 3, 2014

Ekdum Se NASA Chaddh Gaya

Nasa chhada toh maano ek duniya se dusri duniya mei ghum gaya mai, Tha toh sabke beech hee ush waqt mai par chhadi aisi ki pucho matt buss khud ki harkato se chowk gaya mai, Buss fir maano ek naya SAAWAN sa aaya mujhme aur jhoom-jhoom k JHooMa aisa ki saala JHOOM-BARABAR-JHOOM gaya mai JHOOM gaya mai...!!

No comments:

Post a Comment