Sep 3, 2014

Always Der Kyo Ho Jaati Hai

Muskuraana bhala kaun nahi chaahta hai, Zakhm bhulakar gungunaana bhala kaun nahi chaahta hai, Magar dekha jaaye toh aksar muskurane ki ek khaas wajah dhundte hai logg, Unko jo nahi mila hai unhe mehnat se paane ki bajaaye dusro ko jalan se aur khud ki kismat ko zabardasti koste hai logg, Jab tak samajhte hai inn fizul ki baato ko tab tak bahut der ho jaati hai, der ho jaati hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment