May 10, 2014

SOCH Kabhi Naa Badli Hai Aur Kabhi Naa Badlegi SOCH

Abhi miley b nahi ki bichaddne ki baat aa gayi,
Abhi ek-dusre ko samjha b nahi ki aankh dikhaane ki baat aa gayi,
Abhi ghar basa b nahi ki ujjaadney ki baat aa gayi,
Abhi zindagi mili b nahi ki fannah karne ki baat aa gayi,
Abhi raat guzri b nahi ki dinn ki baat aa gayi,
Abhi saansein thami b nahi ki batwaare ki baat aa gayi,
Abhi waqt aaya b nahi ki badlaaw ki baat aa gayi,
Abhi miley b nahi ki bichaddne ki baat aa gayi.....!!

No comments:

Post a Comment