May 14, 2014

Rishte Nibhaana Itna Aasaan Kaam Nahi

Jab rishto ki koi dorr Hee nahi tohh rishta kaha,
Jab rishto ki koi samajh Hee nahi tohh rishta kaha,
Jab rishto ki kadarr ho-Jab rishte nibhaane ka hunarr ho Tabb koi rishta joddna kisi se,
Fizul mei rishto-par-rishta joddna khud k liye b aur saamne waale k liye b aksar paresaani ka kaarann bann Jaaya karte hai,
Ishliye jab rishto ki koi dorr ho majbuti waali jishme koi gaanthh naa ho-koi mann mutaaw naa ho pehle se ussey Hee sambhaal kar rakhna apne antth takk kyoki,
Jab takk kisi rishte ko koi samjhe naaaa-koi ehmiyat naa de Tabb takk woh rishta-Rishta nahi hota.....!!

No comments:

Post a Comment