Apr 27, 2014

Maa-Babuji Ka Pyar Yahi Hai

Kabhi kabhi wo naaraz hote hai,
Kabhi kabhi wo kuch baat kehte hai,
Kabhi kabhi wo kareeb hote hai,
Kabhi kabhi wo thammte Hee nahi,
Kabhi kabhi wo anjaan rehte hai,
Kabhi kabhi wo har dard sehte hai,
Kabhi kabhi wo barsaat b dete hai,
Kabhi kabhi wo ehsaas karaate hai,
Kabhi kabhi wo naaraz hote hai,
Kabhi kabhi wo kuch baat kehte hai.....!!

No comments:

Post a Comment