Apr 24, 2014

Hungaama Ho Gaya Faaltu Kaa

Kuch kisi ne kaha b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne dekha b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne samjha b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne paaya b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne thoda batlaaya b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne chalna sikhaaya b nahi aur hungaama ho gaya,
Kuch kisi ne kaha b nahi aur hungaama ho gaya.....!!

No comments:

Post a Comment