Aug 27, 2015

Naa Mai Kisi Kaa Aur Naa Mera Koi

Jab Mai kisi ka kuch nahi, Jab Koi mere liye kuch nahi, Tabb bhala Kisi ki baato se mujhe fizuli parwaah kyo hone lagi, Zindagi ki duaao mei mere jab koi nahi, Mere badhte kadmo k sang-sang jab koi nahi, Tabb bhala kisi k bataaye raasto par chalne ki fizuli parwaah kyo hone lagi, Jab mai kisi ka kuch nahi, Jab koi mere liye kuch nahi, Tabb baithhe-baithhe kisi ko sochne ki fizuli parwaah kyo hone lagi, hone lagi.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment